
1.2M
FAKya aap bhi gira hua khana chhod dete hain? 🛑
Kya aap jante hain? 🤔 Khana khate waqt agar niwala gir jaye, to use chhodna nahi chahiye. Hamare Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya: "Use saaf karke kha lo aur Shaitan ke liye mat chhodo."
Aaj hi apni jhijhak (Hesitation) ko khatam karein aur is khubsurat Sunnat ko zinda karein. ✨
#Sunnah #Hadith #SahihMuslim #FantasySafar #IslamicVideo #Barakah
@fantasysafar__official










